Pages

Thursday, January 5, 2012

Khusbu Ne Phool Ko Khas Banaya

Khusbu Ne Phool Ko Khas Banaya,
Phool Ne Matti Ko Khas Banaya,
Chahat Ne Mohabat Ko Khas Banaya,
Kambakhat Mohabat Ne Kitno Ko
“DEVDAS” Banaya…


***************************************

Pyar Karnewale Pareshan Ho Jate Hai
Shadi Karnewale Sharabi Ban Jate Hai
Devours Dene Wale Devdas Ban Jate Hai
Hum Se Dosti Karane Wale
SMS Expert Ho Jate Hai…
***************************************
Logo Ne Pyar Kiya To Kya Kiya
Pyar Ki Bewafai Mein Khud Ko Mita Diya
Isi Pyar Mein Log Bane Devdas
Par Koi Na Ban Saka Mere Jaisa Bindas!


***************************************
Dil jo tut gaya to fariyad karoge tum,
Hum na rahe to yaad karoge tum,
Aaj to kehte ho waqt nahi,
Par ek din mere liye waqt se fariyad karoge tum.


***************************************
Mitti ki anokhi murat ho tum,
Zindagi ki ek zarurat ho tum,
Phool to khubsurat hote hai,
Phoolo se bhi khubsurat ho tum.


***************************************
Hum iss qadar tumpe mar mittege
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege
Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad
Hamare baad hamare pyar ki

daastaan duniya vaale likhege

***************************************
Search Software,Wallpaper,Sexy Actress Wallpaper,Tips,Movie Review,Latest Cars & Bikes Inforamtion,Latest Mobile Information

Popular Posts